Skip to main content

Kamrai mai pyaar ki hai nishaani

poetry shayari pic

Kamrai mai pyaar ki hai nishaani parhi hove,
Aik ashk khwaab maire jawaani parhi hove.

Dareya muhabbato ka jo rukhta nahe thaa,
Aankho mai thak kai eski rawaani parhi hove.

Bikhary hai shayari kai yai awraaq gham zada,
Takeyai mai aik chiti purani parhi hove.

Kamrai kai es chiragh mein jalti hai dharkanai
Khwaish hamarai dil kai hai fani parhi hove,

Rehti nahe kise ki bhi nafrat yaha zara,
Dil mai hai jab sy naik gumani parhi hove.

Chae hove hai chaihry py yakh bastagi magar,
Dil mai kahi hai Naz-e-nihane parhi hove.

Barso huwy daraaz mai rakhi the bhool kar,
Dhoodno kaha hai maire kahani , parhi hove

Zinda hai Hamza kanje-Azeeyat mein es leyai,

Dil mai hai enki yaad sohaani parhi hove�

Comments

Popular posts from this blog

Urdu Poetry

Urdu Poetry  resource in Urdu, Hindi & Roman scripts. Daily updated Ghazals, Nazms & famous urdu shayari in Urdu Books, 

Beautiful Sad Lovely Urdu Poetry Wallpapers

2 LINES URDU SHAYARI  ,  AMAZING PIC  ,  BEAUTIFUL SAD LOVELY URDU POETRY WALLPAPERS  , COLLECTIONS OF BEST URDU DARD SHAYARI  ,  IMAGES  ,  INSPIRATIONAL QUOTES  ,  MAIN BEWAFA NAHI  ,  NEW COLLECTION  . AMAZING PIC  ,  IMAGES  ,  NEW COLLECTION  , URDU POETRY LEATEST URDU SHAYARI PHOTO POETRY QUOTES  ,  VIDEOS , 2 LINES URDU SHAYARI  ,  AMAZING PIC  ,  BEAUTIFUL SAD LOVELY URDU POETRY WALLPAPERS  , COLLECTIONS OF BEST URDU DARD SHAYARI  ,  IMAGES  ,  INSPIRATIONAL QUOTES  ,  MAIN BEWAFA NAHI  ,  NEW COLLECTION

Two Lines Urdu Poetry on Lips | Hont Shayari

If she has beautiful lips without lipstick?? then Two Lines Urdu Poetry on Lips (Hont Shayari) is too important for you to her compliment. Yes here is the best collection of lips poetry in Urdu and lips Shayari in Urdu with images. Respect your love and share something that she wants to listen to you. Urdu Poetry is the only best idea to say her the feelings of your heart. So let's scroll down and pick an image to her. Urdu Poetry on Lips  Kya Zalim AnDaAz Tha Us Dil NashEen Ka.YARO HoNton Pe HoNt Rakh K Kha Akhir Tum Chahte Kia Ho Is Dil Ke Kharaabay Se Guzar Kis Ka Howa Hai ? Aankhain Bhi Wohi, Hont Bhi, Lehja Bhi Wohi Hai Wo Narm Labon Ka DHeray Sy Kehna...! KoI Dakh Na Lay, Khuda K Liye Chor Do Hont Mere... You Na Muskuraya Karo Labon Ki Shaan Jaati Hai_! Tumhary Hont Hilty Hain Hamari Jaan Jaati Hai._.! Un K Sawalon Ka Bhi Ajeeb Andaz Hai.Sanam Honton Pe Hont Rakh K Puchte Hein Bolte Q Nahi..