Skip to main content

Top Class Urdu Ghazal

Kabhi ruk gaye
Kabhi chal diye
Kabi chalte chalte bhatak gaye,

Yun he umr sari guzaar di yun he zindagi k sitam sahay.

Kabhi neend mein
Kabhi hosh mein
Tu jahan mili
Tujhe dekh kr,

Na nazar mili
Na zuban hili
Yunhi sar jhuka k guzar gaye.

Kabhi zulf per
Kabhi chashm per
Kabhi tere haseen wujood per,

Jo pasand thay
Meri kitab mein
Wo shair sarey bikhar gaye.

Mujhe yaad hai
Kabhi aik thay
Magar aaj hum hain juda juda,

Wo juda huay
To sanwr gaye
Hum juda huay
To bikhar gaye.

Kabhi arsh per
Kabhi farsh per
Kabhi unke darr
Kabhi darbadar,

Ghum-E-Aashiqi
Tera shukriya
Hm kahan kahan se guzar gaye.

Comments

Popular posts from this blog

Urdu Poetry

Urdu Poetry  resource in Urdu, Hindi & Roman scripts. Daily updated Ghazals, Nazms & famous urdu shayari in Urdu Books, 

Beautiful Sad Lovely Urdu Poetry Wallpapers

2 LINES URDU SHAYARI  ,  AMAZING PIC  ,  BEAUTIFUL SAD LOVELY URDU POETRY WALLPAPERS  , COLLECTIONS OF BEST URDU DARD SHAYARI  ,  IMAGES  ,  INSPIRATIONAL QUOTES  ,  MAIN BEWAFA NAHI  ,  NEW COLLECTION  . AMAZING PIC  ,  IMAGES  ,  NEW COLLECTION  , URDU POETRY LEATEST URDU SHAYARI PHOTO POETRY QUOTES  ,  VIDEOS , 2 LINES URDU SHAYARI  ,  AMAZING PIC  ,  BEAUTIFUL SAD LOVELY URDU POETRY WALLPAPERS  , COLLECTIONS OF BEST URDU DARD SHAYARI  ,  IMAGES  ,  INSPIRATIONAL QUOTES  ,  MAIN BEWAFA NAHI  ,  NEW COLLECTION

Two Lines Urdu Poetry on Lips | Hont Shayari

If she has beautiful lips without lipstick?? then Two Lines Urdu Poetry on Lips (Hont Shayari) is too important for you to her compliment. Yes here is the best collection of lips poetry in Urdu and lips Shayari in Urdu with images. Respect your love and share something that she wants to listen to you. Urdu Poetry is the only best idea to say her the feelings of your heart. So let's scroll down and pick an image to her. Urdu Poetry on Lips  Kya Zalim AnDaAz Tha Us Dil NashEen Ka.YARO HoNton Pe HoNt Rakh K Kha Akhir Tum Chahte Kia Ho Is Dil Ke Kharaabay Se Guzar Kis Ka Howa Hai ? Aankhain Bhi Wohi, Hont Bhi, Lehja Bhi Wohi Hai Wo Narm Labon Ka DHeray Sy Kehna...! KoI Dakh Na Lay, Khuda K Liye Chor Do Hont Mere... You Na Muskuraya Karo Labon Ki Shaan Jaati Hai_! Tumhary Hont Hilty Hain Hamari Jaan Jaati Hai._.! Un K Sawalon Ka Bhi Ajeeb Andaz Hai.Sanam Honton Pe Hont Rakh K Puchte Hein Bolte Q Nahi..